Saturday, 17 May 2025

My wanderings 155. Urdu Ghazal 39. Hamse jaya na Gaya

Hamse  jaya na Gaya hamko  bulaya na Gaya.
Berukhi itni baddi   hamko bulaya  hi Gaya.

Ham to muntazir rahe aksar unke bulawe ke liye 
Woh bulate ham ko sirif ek baar dikhawe ke liye.
Kya kare ham ko Khud se phir jaya na Gaya.
Hamse  jaya  na Gaya hamko  bulaya na Gaya.

Yeh ranjishe kaise baddi hamko maloom  na tha.
Per yeh mokka tahkeek  ke liye maqool  na tha.
Phir koi mokka dubara  hamare haath na aaya.
Hamse  jaya  na Gaya hamko   bulaya na Gaya. 

Woh pesh aate rahe ham se badi khush asloobi se.
Kyaa patta tha kho denge ham Jo mila tha khush-naseebi se.
Hamse ulfat  ka  Geet phir se gaya na gaya.
Hamse jaya na Gaya hamko  bulaya na Gaya.

Hamari  uljhan  thi Woh  bulate ,unhe gumaan tha  ham khud hi aate.
Issi Anna ki wajah se  hamne  guzari  tanhaiyee mai hi  tamam ratain.
Unse bhi soze dil phir se sunaya  na Gaya.
Hamse  jaya na Gaya hamko bulaya na Gaya.
Berukhi  itni  badi  hamko  bulaya hi  Gaya. 










Sunday, 4 May 2025

My wanderings 154. Urdu Nazam 38. Isheqe Nakamyabi

Maine teree mahobat ki wajah se  khasara uthaya hai bahut.
Per mere Ishaq ke junoon ne Tere husan ko  nikhara  hai bahut .

Maine wada nibane  kee khatir Tera  intizaar  Kiya hai bahut.
Too ne  badi berahmi se  har waqat  sataya  mujko  hai  bahut . 

Yeh meree sadgi thi ki mai  Teri zulfoo mai giriftaar huwa 
Apni ranayiyoo se too ne muje  zere hirassat mai liya.

Mai sunata raha tumko dastane Alf Laila Jo bahut thee maqbool.
Too ne meree har iltija  ko kissi halat mai  kiya tha  na  qabool.

Mai batakta raha sarri duniya Mai aur jab wapas  aya Teri janib.
Ek bhoola Jo bataka hai din bar aur  sham ko Ghar Lotne ke manid.

Maine har ilzaam apne sar pe liya aur hone na diya tumko badnaam.
Too ne iss kadar Kiya mujse kinara aur 
Kar ke rakha mujko gumnaam.

Yeh  kaise halaat mai tune muje ab 
Chod diya hai.
Maire sarre par kattar kar too ne muje azaad Kiya hai.







My Wanderings 153. Ek Hindi Kavita. 37. Dharamyudh

Ek Nirnayak dharam yudh ka  aawahan ab
 Kar lo. 
Pakistani aantakwadi janoon ka samapan ab kar do. 

Kuchal dalo inko goli maar ke seenoo par
Yeh vishele  saamp hai hamari  asteeno par

Aise maro inko yeh jiwan bar seeda uth  na paye 
Ya kuch waisa karlo yeh seeda narak pahunch  Jaye. 

Inko badi Abhilasha hai pane kee bahathar hooru ko .
Inko pahuncha do  wahan yeh karitav hai apne  veeru ko.

Inko paani ki ek ek boond ke liye tarsawo 
Inpar bamb aur Gole berehmi se barsawo.

Hamne yeh Neeti apna  ke hamesha  kaha inko  maaf Karo 
Ab samay aaya hai woh ki inko bas  poora poora saaf karo.

Ab aur na aawo inke janhnsoo mai.
Ab zabardati se rok lo inki sansoo ko 

Kuch kehte hai aantakwad ka koi Hota  nahi hai dharam 
Phir suwar ki charbi mai jalaakar inka kar do antim karam.

Pahalgam ke atanki mulloo ke sheesh kaat ke le aawo 
Srinagar mai Lal chowk ke gantaghar par unko latkawo.

Khak mai mila do apne desh mai rehne wale gadaroo ke Ghar.
Desh se unka naam mitao aur kar do inko har jagah darbadar.

Hame vishwas hai poora iss baat ka  Modi ji unko gus ke Marega.
Antakwad ka karz yeh Jo mila hai hamko woh  isko jald utarega. 





















Tuesday, 29 April 2025

My wanderings 152. . Urdu Ghazal 36. Mere Mahboob

Teri janib jab uthi nazar meri aur Teri nazar se ja takrayee.
Aise lagta hai jaise mere dil ke Gulshan Mai  bahaar aayee.

Woh Tera  masoomiyat  aur tabassum se khila chehra
Aankhe aisee ki jaise neele panni se Bara ho jeel gehra.
Tere kesoo meree sookhee zindagi mai gatta ban ke chayee.
Teri janib jab uthi nazar meri aur Teri nazar se ja takrayee.
Aise lagta hai jaise mere dil ke Gulshan Mai  bahaar aayee.

Honth aise ki aapas Mai lipti hui Kamal ki do kaliyan.
Daant aise ki  sippi se nikali safed moti ki do ladiya. 
Tu mere soone dil mai mahobat aur skoon ka  paigaam layee.
Teri janib jab uthi meree nazar aur Teri nazar se ja takrayee.
Aise lagta hai jaise mere dil ke Gulshan Mai bahaar aayee.

Tere shaksiyat ke woh dilnasheen aur dilafroz anadaz .
Tera  alhadd baankpan aur  badan nazuk  aur  gudaz.
Tu mere dil ke Har goshe aur  Har simat mai hai samayee.
Teri janib jab uthi meree nazar aur Teri nazar se ja takrayee.
Aise lagta hai jaise mere dil ke Gulshan Mai Bahaar aayee.

Tera dil shafkat se labrez aur mahobat  se barpoor. 
Tere rukhsaar hai imaan aur sadakat se purnoor.
Too Sachayee ki moorat ban ke mere zindagi mai hai ayee.
Aise lagta hai jaise mere dil ke Gulshan Mai Bahar aayee.
Teri janib jab uthi meree nazar aur Teri nazar  se ja takrai.




















My wanderings 151. Urdu Nazam 35 Ailaine Jung

Yeh ailaan ab  jarri kar do
Pakistan pe Jang tarri kar do 

Ab band Karo inn takreeroo ko 
Inko  pahuncha do hooroo ko 

Ab tabah kar lo inki nasloo ko 
Barbad Kar do  inki fasloo ko.

Hamko ab tak hazaroo zakham diye 
Ab waqat aya Hai inko basam karo

Hamko khoon ke ansoo rulwaya 
Ab inko khoon se poora nahlawo.

Inko  pyasa ab rehno do 
Inki kheti ko ujedne do.

Taras na ab khawo in beimmano pe
Inko ab zinda jalne do.

Yaad Karo un athayees  lashoo ko
Jo pahalgam mai inhi ne bichwa di

Ab Inki lashe bichwa do Pakistan ki
Sadkoo pe 

Yaad kare na ab  koi in bookhe nange  kadkoo ko.

Khatam Karo inki tadbeeroo ko 
Bigad ke rakho inki takdeeroo ko.

Tabah kar do inkee nasloo ko 
Barbaad  Karo inke asloo ko.

Sadiyoo tak yeh uth na paye kabhi 
Jeete jee he yeh mar Jaye Sabi. 

Sabak sikhawo Pakistani muloo ko
In bikhmange aur kadke kathmuloo ko.

Inke seene chalni kar do talwaroo aur teeroo  se.

Yeh intiha kaum khatam kar do missailoo aur goloo se.

Goli maar ke khatam Karo desh mai chupe gadaroo ko bi.
Ghar chahiye bamoo se uda lo Inn
Murdaroo ke bi.

Jisko Bharat Mai rehna hai bharat ke kanoon pe chalna hai.
Agar kisiko manzoor nahi yeh phir Bharat chod ke jana hai .













Wednesday, 16 April 2025

My Wanderings 150. Urdu Nazam 34. yeh Rishte

Kabi kabi rishte lafzoo se nahi balki khamoshi se toot jate  hai.
Aur kabi  mitti ke bartan girne se nahi.    balki khud se toot jate  hai.

Jo khamoshi se toot te hai rishte woh kabhi jud  nahi  pate hai.
Aur jo mitti ke bartan khud toot te hai unko koi jod nahi pata hai.

Dil bee kya shay hai awaaz kiye Bina hi toot  jata  hai yeh aksar.
Mahobat karne waloo so poochye  unse  kon Janta hai yeh  behtar.

Barhah mahobat zuban se nahi aankhoo se Ayaan hoti hai.
Yeh woh shay hai Jo amooman khamoshi se bayaan hoti hai.

Jab sab ne aapka saath chod diya ho aur sirf ek aapke saath Chale.
Tum samaj Lena woh  tum se he mahobat Karta hai laga lene usko gale.

Uss ke saath kabi rishta na banana Jo  apki parwah se darre.
Wohi apse mahobat karta hai Jo har hall mai apki parwah karre.

Jab toot te hai rishtey to woh pul bee toot te hai aksar, jahan se apko guzarna hai.
Phir kai sadiyaa lag jaati hai woh pul naye
banane aur rishte phir sanwarne mai.

Kabhi  rishtoo mai aadmi Heera gwankar pathar jamah karne mai lagta hai 
Asal Heera pehchan kar koi aam  pathar jamah karne se parhez karta hai.

Yakeenan yeh rishte iss duniya Mai  Bahami taur pe hee chalte hai.
Mahobat ka izhaar karoge  kissi se to mahobat ke hi jawab milte hai.



Tuesday, 8 April 2025

My Wanderings. 149. Hindi Bhajan. Jai Shri Ram


Tuj mai Ram muj Mai Ram Jai Ram Jai Ram Jai Siya Ram 
Bharat ke Kan Kan Mai  Ram Jai Ram Jai Ram Jai Shri Ram.

Karitav nishta, dradd Nishchay aur Kiya apne maat pitta ka samman.
Naam pada jis kaaran poore bharat Mai aapko  Maryada Purushottam Ram .
Tuj mai Ram muj mai Ram ,Jai Ram Jai Ram Jai Siya Ram.

Shri Ram chander  ke aastitav ke bharat Mai hai prabal pramaan.
Jinme pramukh Ramsethu aur Ram janam Boomi ko mera Pranam.
Tuj mai Ram muj mai Ram Jai Ram Jai Ram Jai Siya Ram.

Jab karte hai aapas Mai ham  abhinandan to kahte hai 'Ram Ram' ya 'Jai Shri Ram'.
Kitna pavan hai yeh naam , Jai Ram Jai Jai Ram Jai Shri Ram.
Tuj mai Ram muj Mai Ram Jai Ram Jai Ram Jai Siya Ram. 

Jab koi vipada mai pada ho to uske munh  se nikalta hai 'Hey Ram.'
Sare kaam taj  ke uski vipda harne ko aate hai piyare  Shri Ram .
Tuj mai Ram muj mai Ram Jai Ram Jai Ram Jai Siya Ram. 

Jab desh mai uchh vevastha ho to kahte hai sab usko 'Ram Raj.'
Sabke kaaj sanwarte  hai jab simhasan per baithe ho Raja Ram.
Tuj mai Ram muj mai Ram Jai Ram Jai Ram ,Jai Siya Ram.

Jab aisee avshadee mile Jo sab viyadiyoo
Ka ant kare Kahte hai usko 'Ram Bhan'.
Sab dukh aur dard mit jaate hai jab lette hai Apne Prabhu  Sri Ram  ka  naam.
Tuj mai Ram muj mai Ram , Jai Ram Jai Ram Jai Siya Ram.

Jab koi Manav  tyagta hai shareer to sab kahte hai ' Satya hai Ram naam'.
Yeh pratha prachlit hai  ki Ram naam lene se pahunchega  woh paramdham.
Tuj mai Ram muj mai Ram , Jai Ram Jai Ram , Jai Siya Ram 

Ram hi shreshta , Ram hi dreshta Ram naam hi hai  Param gyan 
Ram ke aastitv se hee bana hai yeh bharat varash  mahaan.
Tuj mai Ram muj mai Ram ,Jai Ram Jai Ram Jai Siya Ram. 
Bharat ke Kan Kan Mai  Ram Jai Ram Jai Ram Jai Shri Ram.